Mere sanam mere sanam
Na Na Na Na
Na Na Na Na
Na Na Na Na Na
Na Na Na Na
Na Na Na Na
Na Na Na Na Na
Rahu khoya khoya
jaadu tune kya kiya
kehta hain saara jahan
mein hu
tera deewana
kya wo din tha kya sama tha neela neela aasman tha
wo khadi thi sehmi sehmi
baag mein jaise phool khila tha
nazar mili jab uski mujhse
pighal gayi wo hai sharam se
kaise batau kya hua tha
nasha pyar ka pehla pehla
jab yaad aaye wo gujra pal
bad jaati hain dil ki dhadkan
chaha maine wohi hua hain
sabse pyaara meet mila hain
Mere sanam Mere sanam
jaane jaana mein deewana mein deewana hu
jaane jaana mein deewana mein deewana hu
kahe dil yeh mera
tu hi mera aasra
sunle mere sathiya mein hu tera deewana
Mere sanam Mere sanam
jaane jaana mein deewana mein deewana hu
jaane jaana mein deewana mein deewana hu
chahe koi roke hum juda na honge
tere hi sang jeeyenga marenga
tera yeh deewana
Mere sanam Mere sanam
jaane jaana mein deewana mein deewana hu
Na Na Na Na
Na Na Na Na
Na Na Na Na Na Na
Na Na Na Na
Na Na Na Na
Na Na Na Na Na Na