Song : Sasha
Album : Tera Deewana

O meri sasha
aaja mere paas aa
yeh pal na aaise hi gawana
aa lute hum pyaar ka khazana
aag mere tan man mein bhadki hain
haalat yeh meri bhehki to hain
har pal man mein bechaini
tujhse hi milne ki betaabi
saajan ko tu apne aur na tadpa
sasha

shaam suhani dhal gayi
raat milan ki aa gayi
aaja meri baahon mein aa jaana
pyaar pukare tujhko o jaana
dekho mein to ho gaya deewana
duniya se bekhabar begana
khoya rahu raat bhar tujhmein hi
dhunda karu din bhar tujhko hi
jaadu tune mujhpar kya hain kiya
sasha

O meri sasha
aaja mere paas aa
yeh pal na aaise hi gawana
aa lute hum pyaar ka khazana
shaam suhani dhal gayi
raat milan ki aa gayi
aaja meri baahon mein aa jaana
pyaar pukare tujhko o jaana
ha O meri sasha
aaja mere paas aa
yeh pal na aaise hi gawana


Back to lyrics