hey manzil ki raahon ne chahat ki baahon ne
mujhko hain pukara arre mein to chala
mere yaaron ab mein to chala
nikala hu mein to hawa pe sawaar
hain mere seene mein armaan hazaar
jiski khatir mein bechain hu
meri tamanna mein hogi umeed e qaraar
us hasseena ke naam ulfat ka dena salam
hole se khusboo uddi hoga ussi ka payam
hey manzil ki raahon ne chahat k baahon ne
mujhko hain pukara arre mein to chala
mere yaaron ab mein to chala
cham cham ki har sada
uski paayal lage
rut yeh aachal lage
din lage chehra raat kaajal lage yaar ka
aayegi jab wo kareeb
badlega mera naseeb
bin dekhe chaha usse
deewana hu mein ajeeb
manzil ki raahon ne chahat ke baahon ne
mujhko hain pukara arre mein to chala
mere yaaron ab mein to chala
pa ra pa pa pa pa pa ....
hain safar yeh naya dil sambhal to zara
tu bata rasta
dhun milan ki hain mujhpe chaya nasha
pyaar ka
har khumag hain jawaan
pucho na mein hu kaha
utthne lagi yeh zameen M+
jhukne laga aasmaan
hey manzil ki raahon ne chahat ki baahon ne
mujhko hain pukara arre mein to chala
mere yaaron ab mein to chala
nikala hu mein to hawa pe sawaar
hain mere seene mein armaan hazaar
jiski khatir mein bechain hu
meri tamanna mein hogi umeed e qaraar
us hasseena ke naam ulfat ka dena salam
hole se khusboo uddi hoga ussi ka payam