Song : Hod Se Bachkar
Album : Sanskar

( Shloak )

Meri maa
meri maa
meri maa
o maa

hod se bachkar
daud se thak kar
aaya hu
maa tere dvar

maa ke alava
sab hain dhalava
nischal hain bas
maa ka pyaar

duba hu dukh mein
lelo sharan mein
sun bete ki karun pukaar

hod se bachkar
daud se thak kar
aaya hu
maa tere dvar


Back to lyrics