Hey dinbandhu hey karuna sindhu
sab pe daya karna
hey dinbandhu hey karuna sindhu
sab pe daya karna
jalao gyan jyoti mann mein prabhu
apradh shama karna
jalao gyan jyoti mann mein prabhu
apradh shama karna
hey dinbandhu hey karuna sindhu
sab pe daya karna
Mein maya mein ulajh gaya tha
jag ko hi sach samha tha
mein maya mein ulajh gaya tha
jag ko hi sach samha tha
param satya ko bhool gaya
apradh shama karna ho
param satya ko bhool gaya
apradh shama karna
hey dinbandhu hey karuna sindhu
sab pe daya karna
Mein balak murakh agyani
paake nirmal vaani
Mein balak murakh agyani
paake nirmal vaani
liya na tera naam kabhi
apradh shama karna
liya na tera naam kabhi
apradh shama karna
hey dinbandhu hey karuna sindhu
sab pe daya karna
Dhan ne aaisa kiya mann mein ghar
bhool gaya mann tann hain nashvar
Dhan ne aaisa kiya mann mein ghar
bhool gaya mann tann hain nashvar
nahi kamaye puny karam
apradh shama karna hoo
nahi kamaye puny karam
apradh shama karna
hey dinbandhu hey karuna sindhu
sab pe daya karna
hey dinbandhu hey karuna sindhu
sab pe daya karna
jalao gyan jyoti mann mein prabhu
apradh shama karna
jalao gyan jyoti mann mein prabhu
apradh shama karna
hoo apradh shama karna
apradh shama karna