Tujhe laage na najaria
kyo na odhe tu chunariya
ho tujhe laage na najariya
odh le chunariya
tirchi nigahen mere dil pe giraye re bijuria bijuria
tirchi nigahen mere dil pe giraye re bijuria bijuria
tujhe laage na najaria
kyo na odhe tu chunariya
tujhe laage na najariya
odh le chunariya
tirchi nigahen mere dil pe giraye re bijuria bijuria
tirchi nigahen mere dil pe giraye re bijuria bijuria
Hai tera sharmaana tauba tera itraana
jo bhi dekhe ho jaaye wo deewana tera
sone jaisa tan tera uff bholapan tera
mujhko bhi kar gaya deewana tera
yahi bole hain dagariya
sun baki re gujaria
bole yeh dagaria
lachke kamariya to jhalke gagariya
ki luti re badariya
lachke kamariya to jhalke gagariya
ki luti re badariya
Naina matwale yeh baal ghungrale yeh
bhole bhale dil pe chalaye churiya
mehki hawayen bhi yahi gungane ki
dil se dil mila le aaye mitaye duriyan
ho sun baaki re gujaria
ho mein hu tera hi savariya
ho sun baaki re gujaria
tera yeh savariya
tujhpe hi marta hain naam tere karta hain saari umariya
tujhpe hi marta hain naam tere karta hain saari umariya
Khwabon ki tu raani hain geeton ki jawani hain
tere bina ab kahi laage na jiya
itni si kahani hain tu hi zindagani hain
goriya yeh tune kaisa jaadu hain kiya
ho sun baaki re gujaria
ha meri bholi si bawariya
ho sun baaki re gujaria
bholi si bawariya
teri angdai mere dil ko hain bhai chai ban ke badariya
hai teri angdai mere dil ko hain bhai chai ban ke badariya
ho tujhe laage na najariya
ho kyo na odhe tu chunariya
ho tujhe laage na najariya
ho kyo na odhe tu chunariya
tujhe laage na najariya