Aaj subah akhbaar mein maine
usmein likha tha ki aaj meri
ek sundar ladki se mulaqat hogi
I Hope So
Kya hain kismat pyaar mein
dekha yeh akhbaar mein
Likha Sitaron mein ladki hogi saath mein
Mera dil hain deewana mil jaaye nagina
Mere dil ne armaan kiya hain
Din yeh suhana hain khona ya paana hain
Kismat kya khub likhaya tune hey
Dhunduga mein kahi to milengi wo
Mein ghar se nikla hu paane ko
Milengi mujhe dilruba
Mein kismat ko leke chala
Kya hain kismat pyaar mein
dekha yeh akhbaar mein
Likha Sitaron mein ladki hogi saath mein
Mera dil hain deewana mil jaaye nagina
Mere dil ne armaan kiya hain
Din yeh suhana hain khona ya paana hain
Kismat kya khub likhaya tune hey
Rabb jaane ladki wo kaisi ho
Ae dil mere aaisi na waisi ho
Yeh sasoon mein kaun saj gaya
Yeh dhadkan ka tawaj gaya hey
hey kya hain kismat pyaar mein
dekha yeh akhbaar mein
Likha Sitaron mein ladki hogi saath mein
Mera dil hain deewana mil jaaye nagina
Mere dil ne armaan kiya hain
Din yeh suhana hain khona ya paana hain
Kismat kya khub likhaya tune hey
Yeh dil ko mere kya hua
khayalon mein yeh kho gaya
Kya hain kismat pyaar mein
dekha yeh akhbaar mein
Likha Sitaron mein ladki hogi saath mein
Mera dil hain deewana mil jaaye nagina
Mere dil ne armaan kiya hain
Din yeh suhana hain khona ya paana hain
Kismat kya khub nibhaya tune
Din yeh suhana hain khona ya paana hain
Kismat kya khub nibhaya tune hey