Chaha hain tujhko chahat se jyada
samjha hain tujhko mohabbat se jyada
yeh mein jaanta hu ya mera dil jaanta hain
ho......ho.....ho.....ho.....
tera milna pal do pal ka meri dhadkane churaye
darr hain mujhe pyar tera meri jaan le na jaaye
tu bata kis tarah jiya jaaye hai hai
tera milna pal do pal ka meri dhadkane churaye
darr hain mujhe pyar tera meri jaan le na jaaye
tu bata kis tarah jiya jaaye hai hai
ho......ho.....ho.....ho.....
Aa meri jaan mera sab kuch tu apna kar le
bas meri chahat se rishta karle
tere liye mein kuch bhi ho sakta hu
magar mere liye tu woh hain
jiske liye mein saas leta hu
ho......ho.....ho.....ho.....
pucho na kya hota mujhe
paas jo tu na ho to
ruke meri saason ki leher
soch zara yeh tu bhi
pyar mein de de mujhe
diya hain jo waado ka zeher
kis tarah zeher yeh piya jaaye hai hai
tera milna pal do pal ka meri dhadkane churaye
darr hain mujhe pyar tera meri jaan le na jaaye
ho......ho.....ho.....ho....
Chupke chupke dil mein tune aag laga di yeh kya
mein to teri yaadon mein jala ho
lakh sambhala phir bhi dil yeh deewana mera
tere hi ishaaro pe chala
imtihan aur kya diya jaaye hai hai
tera milna pal do pal ka meri dhadkane churaye
darr hain mujhe pyar tera meri jaan le na jaaye
tu bata kis tarah jiya jaaye hai hai
ho......ho.....ho.....ho.....